Posts

Showing posts from January, 2015

Bismillah Wallpapers (Handmade)

Image
Bismillah Wallpapers (Handmade) Bismillah Wallpapers Handmade by Yaru Ali. Available in different types of medias.  Shared by Yaru Ali - CEO - Artistic Edge - Pakistan

Digital Portrait Designing- Aleem ul Haq (Paroo)

Image
Aleem ul Haq (Paroo) Digital Portrait Designing Aleem ul Haq (Paroo) Karachi. Pakistan. Image designed by Yaru Ali - Artistic Edge

MY OWN POETRY-Urdu Poetry Wallpapers

Image
MY OWN POETRY MUJHE TANHAI KIYUN PASAND HAI ? TUM AKSAR MUJH SE POOCHA KARTEY HO KE MUJHE TANHAI KIYUN PASAND HAI ? TO SUNO ... TANHA KABHI BETHUN TO  NAJANEY KAHAN SE CHALEY AATEY HEIN KUCH LAMHE  KUCH PAL  BIN BULAYE MEHMAN BAN KAR  MEIN IN LAMHON KE SATH HANSTA KHELTA HUN BUHAT SI BATEN KARTA HUN  AISA LAGTA HAI JAISE SAB KUCH DUBARA HO RAHA HAI  EIK BAAR PHIR .. KUCH RISHTEY .... AISE RISHTEY  JO HEIN TO NAHI MAGAR  UN KO YE DIL ABHI TAK BHULA NAHI PAYA HAI .. KUCH PIYARE PIYARE SE LOG  JO HADD E NIGAH SE BHI DOOR HEIN AB MAGAR MEIN AAJ TAK UN KI YAKDON KE HISAAR ME HUN  KUCH MUHABBATEN  KUCH NAFRATEN  AUR KUCH  BENAAM SI HASRATEN  KIYA HAI IS TANHAI ME TUM KIYA JANO ? KITNE APNO SE MILTA HUN MEIN IS TANHAI ME  TUM KIYA JANO ? TUM KO TO BAS GANO ME TANHAI PASAND HAI  TUM KO TO KISI SHAYIR KI SHAIRI ME TANHAI PASAND HAI  MAGAR MUJHE  BAS TANHAI PASAND HAI ...... ! Image designed by Yaru Ali - Artistic Edge

Designed Urdu Poetry

Image
Designed Urdu Poetry Yun Toh Guzar Raha Hai, Har Ik Pal Khushi Ke Saath Phir Bhi Koyi Kami Si Hai, Kiyun zindagi Ke Saath ? Rishte Wafaayein Dosti Sab Kuch Toh Paas Hai, Kya Baat Hai Pata Nahi Dil Kyun Udaas Hai ? Har Lamaha Hai Haseen, Nayi Dilkashi Ke Saath Phir Bhi Kami Si Hai Kyun zindagi Ke Saath ? Chaahat Bhi Hai Sukun Bhi Hai, Dilbari Bhi Hai   Aankhon Mein Khuab Bhi Hein, Labon Par Hansi Bhi Hai Dil Ko Nahi Hai Koyi Shikaayat Kisi Ke Saath Phir Bhi Kami Si Hai Kyun zindagi Ke Saath ? Socha Tha Jaisa Waisa Hi Jeevan Toh Hai Magar Abb Aur Kis Talaash Mein Bechain Hai Nazar , Kudrat Toh Meherbaan hai Dariya dili Ke Saath Phir Bhi Kami Si Hai Kyun zindagi Ke Saath ? Image designed by Yaru Ali - Artistic Edge - Karachi - Pakistan

Islamic Wallpapers 2015

Image
Islamic Wallpapers 2015 Digital Islamic Wallpapers in Karachi Available in different types of media like Papers, Posters, Digital Flexes, Screens, Banners etc. Available with Frames or without Frames. At very low cost starting from 2,000 (With Frame). For Contact: Yaru Ali (Syed Yawer Ali) Facebook: https://www.facebook.com/yaruartgallery

Imran Khan weds Reham Khan

Image
Imran Khan weds Reham Khan Pakistan Tehreek-i-Insaf Chairman Imran Khan and television journalist Reham Khan's nikkah ceremony took place on Thursday at the politician's residence in Bani Gala. The nikkah, which was a low-key affair, was conducted by Mufi Saeed and was followed by a photo session of the newly-weds. During the ceremony, the Haq Mehr was set at Rs100,000. "We are praying for Imran Khan's success," said Jamaat-i-Islami (JI) chief Sirajul Haq, adding that the country was facing a very tense situation and therefore the happy news was welcomed. Yousuf Khan, Reham Khan’s nephew, when speaking to the media said that the function was attended by his mother and two of the bride’s closest friends. He said that most of Reham Khan’s family is in the United Kingdom and the United States, which was why they could not attend the event. He also stated that Imran Khan’s closest friends attended the nikkah ceremony as well.

Reham Imran Khan

Image
Reham Imran Khan Reham Khan Nayyar   ریحام خان ‎; born 3 April 1973 is a  British Pakistani  journalist.   She is wife of  Imran Khan   and currently hosts the current affairs  talk show   In Focus  on  Dawn News . Reham Khan was born to Dr Nayyar Ramzan, a physician. She is an ethnic Pashtun, belonging to the Lughmani tribe, and hails from the Baffa village in Mansehra, Khyber Pakhtunkhwa.   Her parents moved to Libya in the late 1960s, where Reham was born in  Ajdabiya  in 1973. She has two sisters and a brother. Khan did her bachelors in education and postgraduate in sociology. She married Ijaz Rehman when she was 19. On 6 January 2015 after months of speculation, Imran Khan confirmed marriage with Reham.